18 Saal Ke Ladke Ki Hui Hatya(Delhi)
Police ka yeh kehna hai ki do padosi ke apas ki ladai mein hui 18 saal ke ladke ki maut
Aisa bataya ja raha hai sunday ki raat ko uske gale par waar kiya gaya hospital le jane par doctor ne death declare kardiya
Victim Name: Riyaz Mohammad
Accused Name:
1) Shiv Kumar(22)
2) Rekha(27)
3) Sarvesh (50)
Unlogo ko arrest kiya gaya aur under section 302/452/34 IPC lagai gai
Your reaction